Muhammad Moeez Rizwan on Nearpeer Intermediate (FSc) Common Room
Guys main ne ye kabhi nahi use kiye mujhe chor do han jhoot nahi bolta aik cheez ka bht khiyal rakhta tha pehle ab wo hai nahi
Areeba Zubair · 2026-11-23T15:08:36.766Z
kia bol rheee mieez bhai khane wali cheez
Muhammad Moeez Rizwan · 2026-11-23T15:08:40.973Z
apni gari ka accident ke bad sale kr di 😭😭
آمنہ ملک · 2026-11-23T15:11:20.620Z
Aryy .....y to dhukhi BAAT 🥲🥲....koi NHI make-up km use kry saving kry...or new LY lein 😂
Areeba Zubair · 2026-11-23T15:12:03.149Z
veryy sad ALLAH NEW DE DENGE
Asna Khan · 2026-11-23T15:12:38.504Z
InshaAllah aur aa jaye gi bss
Ansa Fatima · 2026-11-23T15:13:29.211Z
Sad na hon....Allah pak aap ko bohat sari gariyan ataa farmain...Aameen
Hareem Fatima · 2026-11-23T15:28:33.010Z
Oh hooo acha Ghar walo se punish Mili ...... AP ke Liye to ye punish hi hoyi na
Hareem Fatima · 2026-11-23T15:30:32.687Z
Inshallah aik din AP ke pass bohot cars ho gi , aik se accident Hoga to dosri use kare ge phir teesri , phir choti ..... So on . OMG Allah maaf kare itne bhi accident nhi hote , mene to hud hi kardi sorry ...
Hareem Fatima · 2026-11-23T15:31:10.528Z
Matlub jab Jo Dil kare ga wo use kare ge ...... Again sorry
Muhammad Moeez Rizwan · 2026-11-23T15:34:16.529Z
aree nahi nahi hareem ye sazi di lekin koi nahi allah ka plan beht hota
Muhammad Moeez Rizwan · 2026-11-23T15:35:26.660Z
Shukria everyone ab to yutong bhi achi lagti hai 😂 university tak yehi sathi go gi in sha allah




آمنہ ملک · 2026-11-23T15:07:09.489Z
Kia cheez...phlyy y btayee???