Fatima Farooq on Nearpeer Intermediate (FSc) Common Room
Assalam o Alaikum guys 👋🏻.mujhe b Kal email ai thi Nearpeer ki but mujhe samaj he nahi Kya krna hai meiny counselor ko message Kya tha but abi reply nahi aya .ap mein sy koi guide kr skta hai
Fatima Farooq · 2026-11-20T14:14:25.621Z
Meiny mdcat mein batch change kiya junoon sy pehchan batch mein to sub lock ho gya .lekin email mein unhon ny kha k ap ko access mil gai hai
آمنہ ملک · 2026-11-20T14:54:34.349Z
Counselor Sy BAAT kry...unko SS bhjy




آمنہ ملک · 2026-11-20T14:12:08.541Z
Kış Bary m ??