Muhammad Moeez Rizwan on Nearpeer Intermediate (FSc) Common Room
Hamare to teachers kaha krte the and kehte hain ke jo sawal aye chahe saho ho ya ghalat pocha karo yahin se banda sekhta hai and wese bhi zindagi ke har phase main ham sekhte kia ye ghalat ke ham sawal poch lein mujhe seriously bura laga this time and for the very first time
Doctor Aliza Farooqi · 2026-10-29T14:35:50.539Z
g questions puchne chahiye usi se smjh ati haiii...
Asna Khan · 2026-10-29T15:10:15.476Z
Acha koi baat nhi apki baat thik hy bs chorain relax krn..
Noor Fatima · 2026-10-29T15:11:44.503Z
Did something happen?
آمنہ ملک · 2026-10-29T15:16:57.909Z
Koi BAAT NHI moeez ... AP shi Keh rhy Lekin .. khuch NHI hota just relax...
Muhammad Moeez Rizwan · 2026-10-29T15:32:04.263Z
Nahi bht kuch hota hai main sir se aik dafa bat karon ga is ki monday ko
Asna Khan · 2026-10-29T15:44:13.282Z
Sahi hy ap baat kr lijiye ga...
Muhammad Moeez Rizwan · 2026-10-29T15:51:04.966Z
Alhamdulilah mujhe is bat par fakhar hai ke jo sahi hai main us ko sahi hi bolta hon and apne haq ke liye khara hota hon warna is duniya main guzara nahi hai
mehakhafeez · 2026-10-29T16:02:17.864Z
Moez Bhai ap NY guide krna tha mujhy
Muhammad Moeez Rizwan · 2026-10-29T16:09:06.039Z
Mehak krta hon sorry thora wait karein mera is waqt cortisol level bht high ho raha hai




Doctor Aliza Farooqi · 2026-10-29T14:31:36.027Z
Ap ne kuch puchna tha???mujh se??
Muhammad Moeez Rizwan · 2026-10-29T15:31:31.362Z
g pata nahi aise hi khayal a gaya tha ke ap ke kitne marks aye agr batana chahein to?