Dr.Muhammad Moeez Rizwan on Nearpeer Intermediate (FSc) Common Room
aik bat sirf kehna chata i hope ap amal krein gain and maybe ap krte hon Darood pak parhna start kr dein is ko amni zindagi ka hisa bana lein jese parhna khana khana ap ki zindagion ka hissa hai and dosra allah par apne tamam faisle chor dein. By God ap yeh kam karein ap ki zindagi main sukoon na aya ap mujhe a kr pakr lena. Ab is ki fazilat kia hai To be continued
Ansa Fatima · 2026-10-26T11:35:42.174Z
Bilkul sahi kaha aap ny
Ansa Fatima · 2026-10-26T11:35:42.387Z
💫👌🏻
Fatima Farooq · 2026-10-26T11:40:39.352Z
👌🏻👌🏻👌🏻
Areeba Zubair · 2026-10-26T12:01:39.831Z
Mein Koshish krti hu Lekin Apne kha In Sha Allahh mein isko Apni life ka hissa bnaungi Thank Youu Itni khubsoorat baat share krne k liee moeez bhai
Hareem Fatima · 2026-10-26T12:05:16.240Z
Thankyou Moeez bhai me phele bhi parhti ho but ab aur zada parho gi Inshallah
آمنہ ملک · 2026-10-26T12:14:05.498Z
Inshallah 🌷




Asna Khan · 2026-10-26T11:32:31.084Z
Beshak jo allah per tawakul karta hy aur apny maamlat allah k sapurd kr deta hy na mumkin hy wo zindagi mn nakam hu jaye Alhamduulillahh bohtt achi advice hy inshaAllah wesy bhi parhti hun ab aur ziada parhun gi