Syed Muhammad Kazim Ali bukhari on Nearpeer Intermediate (FSc) Common Room
Kitna mushkil hota ha na friend ko alvida Khana jis ka pas os ka dost ho wo sab sa ameer tareen shaks ha duniya ka
Maha · 2026-10-19T14:22:40.799Z
So Mera he bad luck hai Jo school Mai bhi aisy friends aur clg life main bhi aisy friends mily 🙂
Maha · 2026-10-19T14:24:29.247Z
🫂💕
Muntaha · 2026-10-19T14:27:00.162Z
jzakallah noor
Maha · 2026-10-19T14:26:42.324Z
Nahi guys friend mtlb achy bhi hoty hai lekin mujhy he har jagh matlbi mily like ky wo mery liya efforts put nai kary thy mujhy priority nai rakhty thy aur main wo kehty hai na giving CPR to dead situation Mai tab wo kaam Karti thi but ab akal agyi hai🙂😂
Maha · 2026-10-19T14:30:05.407Z
Hum sai baat hai nimra👍
Maha · 2026-10-19T14:30:23.123Z
Muntaha 🥲
Maha · 2026-10-19T14:32:37.173Z
Kahir wo to purany dost (snakes) thy raat gayi baat gayi🙂
Maha · 2026-10-19T14:34:34.546Z
🥲
Maha · 2026-10-19T14:34:08.286Z
Acha guys main NY aj apni clg friends ko ignore Kiya kyn ky unhonn NY mujhy ignore Kiya tha but bro guess what unhon NY aj mujhy bulaya tak nai😂🙂 So main NY bhi phir Dori ikhtiyar karli
Maha · 2026-10-19T14:36:38.724Z
Chor he to diya hai Noor 🙂🥲
Maha · 2026-10-19T14:39:54.049Z
Thank you guys💕




Maha · 2026-10-19T14:09:39.042Z
Aur agr dost he achy na hon to alvida kehna asan hota hai?
Maha · 2026-10-19T14:24:04.154Z
Meri 13 Saal ki friendship thi apni friends sy but at the end Kya Mila 😂