Shameen Tariq on Nearpeer Intermediate (FSc) Common Room
Federal board k students Kya koi mujhy ye bTa skta hai k physics mein gravitation chp h k nhi please guise Bata do kyun k mein Balochistan board SE hu aur hamari book mein ye chp nhi hai
Fateha Zia · 2026-09-14T15:42:25.865Z
Same hamara bhi main kpk board se hun
Shameen Tariq · 2026-09-15T14:27:05.294Z
Ab hum Kya karein inhon ne TU bola tha k federal ki book hamari Jesi hi hai TU phir ye Kya hai




Zkhan Khajjak · 2026-09-14T12:19:10.482Z
Federal board ki book me hai