Tayyaba Rasheed on Nearpeer Intermediate (FSc) Common Room
MN na nearpeer ko call ki ab wo kehta hn winners Monday tak announce hon ga😠
Muhammad Bilal · 2026-08-21T18:38:10.979Z
Acha to wo kia kehti hai mam ab ap logo ke marks change hongy ya ase hi rahein gy ?
Tayyaba Rasheed · 2026-08-21T18:51:18.080Z
Apka abhi bhi result nhi aya
Tayyaba Rasheed · 2026-08-21T18:39:41.564Z
Is bat ka reply nhi kiya
Muhammad Bilal · 2026-08-21T18:41:33.766Z
Apny pocha nahi ?
Tayyaba Rasheed · 2026-08-21T18:44:42.610Z
Pocha ha
Muhammad Bilal · 2026-08-21T18:49:01.233Z
Allah kry lg jaye gy ap logo ke bhi numbers ameen
Masooma · 2026-08-21T18:40:50.349Z
Unhon glitches ke bare Mein kuch nhi kha?
Tayyaba Rasheed · 2026-08-21T19:05:33.166Z
Sara btaya ha
Tayyaba Rasheed · 2026-08-21T18:44:07.673Z
Text Kiya hwa hA MN na
Masooma · 2026-08-21T18:46:16.071Z
Hmm
Masooma · 2026-08-21T18:54:55.501Z
Hope so Theek hojai...
Tayyaba Rasheed · 2026-08-21T19:12:21.799Z
Inshallah




Muhammad Bilal · 2026-08-21T18:35:16.712Z
Again frustrating news and ye bataye ke call kese krty hai team ko mainy bhi krni hai...
Tayyaba Rasheed · 2026-08-21T18:37:18.943Z
Whatsapp group sa ma'am aqsa ka number pa
Tayyaba Rasheed · 2026-08-21T18:37:42.597Z
Jinhon na announcement ki thi test ki